HINDI SHAYARI SMS MESSAGES

Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the. Bas unhiko yaad din raat kiya karte the. Ab un raho se guzra nahi jata. Jaha baith kar hum unka intezaar kiya karte the.