GHAZAL SMS MESSAGES

Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya�
us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya�.

lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan�
chehra bata raha tha k kuch ganwa diya�

aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi�
or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya�

jane kya us ko logon sey thein shikayatein�
tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya�

khud bhi woh hum sey bichar kar adhura sa ho gaya�.
mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya�
.
*~*~*~*~*~*~*~KANNADASMS.BLOGSPOT.COM~*~*~*~*~**~*~*~*~**